Tamam Doctor Sahiban ko Assalamualikum.. jnab tention or bohat ziada dimaghi mehnat ki wajah se pehley pathon ka khinchao howa phirr 6 month se gardan main tamam pathon ka dard nai ja raha or ab thori c mehnat se bohat jaldi stress ho jati hai kya koi Dr Sahib meri Help kar saktey hain main ne bohat ilaj karwaya hai par koi faraq nai par raha