dimagh be zor sa rehna kisi chez ka focus ni rehna tori se chez me kafi force lagana kabi apne oper khana girana ya pani jese sab auto ho gaya ho samaj ni ati loss of balance b hona jaha jana wahi let jana kia ye muje covid ho sakta...
Mai hr wqt sochon mai dooba rehta hoon kbhi kisi kay saath kuch share nhi krta baaz auqaat log baat kr rhay hotay hain meray saath aur mai kisi soch mai dooba hota hoon jiski wja say log mujay pagal smjnay lg gaye hain. Main bolta b...
Mujha pichle 1 saal sa OCD ka problem ha mujha or waqt ka sath sath ya masla barhta ja raha ha. Ma jab shower leta hu bohat zyada time lag jata ha bar bar hand wash karne parta jaisa mera hand clean nhi ha. Iska ilawa brush karte h...
Pta ni mujhy aj Kal Kya ho gya hai kisi chez men Dil ni lgta na kisi sy bt krny ko Dil krta hai bs Akela pan sawar hua hua hai , bohtt der bad jb men thak jati hun apny ap sy bs Rona ata hai na kisi sy koi problem ni , I dnt knw why...
kindly koi Bahawalpur k achy se psychologist Ka bta dein