Assalamu ne nechy waly molar ki root canal krawai he ab us k opr cover lagwana he . minimum kia charge hn gay or cover ki quality kia ho gi
How much it cost to implant new tooth
mery molar mein cavity thi aur dentist ny crown lga dia howa hai crown mein sai semel wali peep niklti hai metal proclein crown hai 1year hogya dentist ko bola 2 3 bar calamox aur aik aur tablet khany ky liye bol deita crown ki waja...