Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Someone Else, Father, Male, 72 years old, Digri
Salam Dr Mehreen Zaman Niazi Dr sahiba walid ko 3 saal se moun mai chaalay ho rahay hain. an na khaya jata hai mirch bohat lasting hai pheekay khanay mai bhi daliyaa chichri wagaira khatay hain. wo pasni din mai 2 litres use kertay hai blood pressure pishaab mai gadoodh or blood patla Kenny ki tab use kertay hai Qabaz ki problem hai Bawaseer ki shiaayaat hai ap mashora rain kiya karain
Clinic py onka checkup lazmi hai proper osk bd hi koi dwae di ja skti hai
Aap ka masla bohat jald homeopathic medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online appointment book kar lein.
Check my profile review
5 Positive Reviews