Book Video Consultation

Book Video Consultation

Stay Home

No Waiting in lines

Audio/Video Call

PMC Verified Doctors

Talk to Allergy Specialist on Allergy

person-avatar

Asking for Self, Male, 21 years old, Lahore

Cheenkain bhoot zayada aati hain aik saal say, mukhtalif doctors say checkup karaya, kisi ki rayay yay thee kay Lahore main aanay ki wajah say aap ko allergy hogayi hay, kisi nay kaha aap aik saal say resperidone aur sertraline use kur rahay hain iski wajah say allergy hay, agar main normal cheenkoon wali medicine loon tu kuch din araam rehta hay ub tu naak say khoon bhi aanay laga hay.

Homeopath in Karachi - Psychologist Dr. Basit Chawla

Aap ka masla bohat jald aur thori si medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online mere appointment book kar lain



0

0

Attach Photo here: