Home Search Menu Profile

Book Video Consultation

Book Video Consultation

Stay Home

No Waiting in lines

Audio/Video Call

PMC Verified Doctors

Talk to Dentist on Wisdom Teath

person-avatar

Asking For Self, Male 34, mianwali

3 month se mari left side wali aqal ka masla hai kabhi derd hota hai kabhi khud hi theek ho jata . aur kabhi left side se kanpati men derd hota hai aur 20. ya 30 mint baad khud hi theek ho jata aesa din men kabhi 1 defa aur kabhi 2 defa hota hai is ki kia waja hai

aur kindly ye btaen k aqal darh lazer k zarye remove ho sakti agar ho sakti hai to is ka kharch kitna ho ga aur kia lazer k zarye behter rahe plz kindly guide kar den thanx

Member of Marham-Forum

You need to visit your dentist for a cray, that will guide you if its going to be a normal extraction or surgical extraction.
later extraction is not a thing as far as my knowledge is.

Dentist in Abbottabad - Dr. Suleman Khan

Dr. Suleman Khan - Dentist

BDS | Abbottabad

review-stars

18 Positive Reviews

Can’t by laxer Need surgical removal If u can send pics then I ll try to fix ur problem ok thanks

Dentist in Karachi - Dr. Romisa Rasool

Dr. Romisa Rasool - Dentist

BDS | Karachi

review-stars

19 Positive Reviews

Hello!
Aqal daarh ko jb muu ki haddi mai jaga nahi milti to wo ya to اندر hi reh jaati hai ya آدھی haddi k ander aadhi muu mai hoti hai aur jb بھی nikalnay k liye pressure lagta hai to dard hota hai aur agay ka daant بھی damage hosakta hai. Isko nikalwana hi بÛتر hai. Ye simple removal se bhi nikal sakti hai and surgical removal se bhi. Removal painless hota hai kiunke sunn کیا hota hai. Laser se sirf cut lag sakta hai baaki nikaalna dentist ne khud Ûوتا hai. Kharcha har jaga alag alag hai. 1000-5000 k darmayaan hojata hai navy k hospitals mai.

Dentist in Multan - Dr. Muhammad Saad

Dr. Muhammad Saad - Dentist

BDS, DOS, M.Phil Public Health | Multan

review-stars

17 Positive Reviews

Wisdom tooth 18 years ke baad nikalta he. Aur gums us ki surroundings m inflammation ho jati he. Xray bht zrori hota aur clinical examine bhe.
Lazer ke sath inflamed soft tissues ki surgery ki jati he. Lazer is Gud option for surgery..

Dentist in Okara - Dr. Momina Bint E Syed

i can guide you better if you can post your xray picture here.
har patient ka case different hota ha.
jaha tak pain ka issue ha koshish karein jab b kuch khae to kurli kar lein or aqal dard walii jagah pay brush karein takay khanay kay zarat na rah jaee.
din may aik dafa mouthwash lazmi use karein..
jahan tak lazar ka poch rahay han wo xray (OPG ) kay bagair nae guide karsaktay

Dentist in Lahore - Dr. Lt Col R Ammad Ahmad Butt

u req opg xrays b4 removal of impacted tooth. laser is not recommended only surgical removal. try to keep this side clean with brushing and warm saline gargles.

Dentist in Rawalpindi - Dr. Tahoora Ahmed

Aqal daar ahista ahista munh mai ati hai kabhi kabhi aisa hita hai k wo pura tarha munh mai nae aa pati aur us k uper gosht hota hao jo usko nikalny nae deta us gost aur dant ka infection aur dant ka pressure sb mila k pain hota hai aur yeh pain face main forehead ear neck mai sb jaga rediate krta hai yeh normal hai ap isky lye antibiotic ka course karain aur phr yeh tooth remove krwa dain

Dentist in Rawalpindi - Dr. Tahoora Ahmed

Nae aqal dar laser sy remove nae hoti ap apny qarebi dentist k pas visit karain aur wo apko aur bhi bhtr guide kr sky ga

Dentist in Karachi - Asst. Prof. Dr. Erum Behroz Khan

Asst. Prof. Dr. Erum Behroz Khan - Dentist

BDS, FCPS (Orthodontics) | Karachi

review-stars

1 Positive Reviews

please visit a nearby consultant for detailed examination and treatment option discussion.
lasers are not usually recommended for extractions of Third molar teeth

Dentist in Lahore - Dr. Aqib Aziz

Dr. Aqib Aziz - Dentist

| BDS | MDS Resident | | Lahore

aqal darh agr problem karay to niklwani he parti hai aur laser k zariyae remove ni ke jati
qareebi dentist ko check up krwao
ap kaha say ho?

Member

Post Owner


sir miawali se

3 years ago

Dentist in Karachi - Dr. Muhammad Nabeel Siddiqui

Dr. Muhammad Nabeel Siddiqui - Dentist

BDS, MPH | Karachi

review-stars

75 Positive Reviews

Neem garam pani ma namak dal kr kuli karain jab tk dentist ko nai dekh pa rahay otherwise u need to visit dentist

Attach Photo here:


Consult with Doctor Online

One-to-One Chat with Doctor

Don't like going to a Hospital?

Consult Online

Book Appointment

View All Categories (A-Z)

Get Appointment with Dentist

Find the Questions asked in Other Categories