Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 32 years old, Lahore
Salam.dr Mera issue yeh hai keh main ne Kuch din pehly kafir ziada cigarette pi hai jiski wajha SE mera chest kharab ho gai abhi 7,8 din SE cigarette to bilkul hi Chor Di hai magr mucus khatam nhi ho Raha even 8,9 amoxil500mg capsules bhi kha liy Hain aur acyphile cough syrup bhi pi liy mgr Mera gala wazni sa feel hota hai aur abhi tak itching bhi hai thori c galy men aur mucus bhi waisy hi hai