Book Video Consultation

Book Video Consultation

Stay Home

No Waiting in lines

Audio/Video Call

PMC Verified Doctors

Talk to Urologist on Post-Micturition Dribbling

person-avatar

Asking for Self, Male, 18 years old, Layyah

Assalam-o-Alaikum doctor. Mujhe 3 saal se peshab ke baad katray aane ka masla hai (Post-Micturition Dribbling). Maine dawa bhi ki hai aur Kegal exercises bhi, lekin farq nahi para. Mujhe qabz (constipation) nahi rehti, aur peshab ki nali ko halke haath se dabane (urethral milking) se bhi katray nahi rukte. Mujhe sharm ki wajah se clinic jaane ya call par baat karne mein masla hai, baraye meharbani mujhe sahi mashwara ya koi dawa bata dein.

Homeopath in Karachi - Homeopathic Dr. Basit Chawla

Aap ka masla bohat jald homeopathic medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online appointment book kar lein.

Check my profile review
042-34500888,


0

0

Attach Photo here: