Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Female, 31 years old, Faisalabad
Assalam o Alaikum Doctor, mujhe urine ke hawale se kuch masla ho raha hai. Urine karte waqt jalan aur dard mehsoos hota hai aur baar baar aisa lagta hai ke bladder bhara hua hai, lekin peshab karne ke baad bhi lagta hai ke poori tarah khaali nahi hua. Jab main zyada pani peeti hoon to jalan aur dard mein kuch kami aa jati hai. Aisa ek maheene se hai beech mein sahi hojata then again start hojata hai.
Main aapse poochna chahti thi ke is maslay ke liye mujhe kaun se tests karwane chahiye. Barah-e-karam guide kar dein. JazakAllah.
Aap pareshan na hon. Clinical Psychology aur Homeopathy ke hawale se aap ki rehnumai ki ja sakti hai. Tafseel se baat karne aur munasib treatment ke liye kindly meri online appointment book kar lein.
167 Positive Reviews