Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 40 years old, karachi
help kijye bachpan se mera bister per pishab nikal jata he, aaj meri age 40 k kareeb ho gai he aab b aesa hota he, jab k main sonay se pehle pishab kar k sota hu or 2,3 ghantay pehle tak pani bilkul b nhai peeta yahan tak kay 4,5 ghantay pehle tak sirf 1 glass peeta hu shadi k bad kuch kum ho gaya tha sal me ek bar aa raha tha per phir se wo hi pehle wala masla ho gaya he, mera beta b 8 saal ka he us ko bhi ye hi masla he meri tarha , baqi mere teeno bacho ko ye problem nahi he kya hal me kese is mushkil se bach sakta hu doctor k pas jatay hue b sharam aati he biwi bacho ko pata lagay ga beizati ho gi biwi ko shak he per bolti nahi he wo pora kapre or boster geela ho jata he kya karoon pareshan ho buhat
mje na koi bimari he Alhamdulillah na koi masla he na dawai khata hu na nasha karta hu na mota hu na kumzoor hu meri age 40 he , weight 65 he height 5.9 he sab normal he zidagi me sirf ek ye masla chal raha he
Aap ka masla bohat jald homeopathic medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online appointment book kar lein.
Check my profile review
163 Positive Reviews