Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Female, 29 years old, Mianwali
Assalam-o-Alaikum Doctor,
Mere face par pigmentation ka bohat masla hai, khas tor par Nose, upper lips aur cheeks par bohat zyada hai.
Iski wajah se mere face ka rang kala ho gaya hai aur glow khatam ho gaya hai. Meri skin wese oily hai lekin kabhi kabhi upper lips wali jagah dry ho jati hai. Sath me open pores ka bhi issue hai.
Please iske liye koi treatment bata dein.
Book appointment
Book appointment
530 Positive Reviews