Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Father, Male, 70 years old, Phase 6
Mere abba ko aankhon ke samne kala dot nazar aata hai. Pehle sirf ek aankh mein tha, ab dono aankhon mein nazar aata hai. Dot nazar ke saath move karta hai, yani jahan woh dekhte hain wahan kala dot bhi chala jata hai. Yeh masla kuch waqt se hai aur ab dono aankhon mein ho gaya hai.