Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 38 years old, Lahore
Mujhe heartburn ka bohat issue hai. Thori si mirch wali cheez khata hun to seene men bohat jalan rehti hai. Khana thora sa khaun to pait bohat phool jata hai. Khana hazam jaldi ni hota. Gas bhi rehti hai. Aksar qabaz bhi rehti hai. Mera weight 95kgs hai.