Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Male 20, swat
sir Mujhe ek problem ha 1 sal se mere pet per dard rahata hai pet kharab Nahin Hota lekin pakhana bahut Naram Hote ha Mene bahut testi ki Lekin vah clear ha takriban Subah Se dopahar Tak 3 bar pahana jata ho bahut zyada kar Leta ho mujhe samajh Nahin Aata mere pet Mein Itni zyada Kaise a gai main bahut tang a Gaya do teen mahine Tak Aisa chalta hai Iske bad Ek Mahina Aisa chalta ha pakhana Nahin Aata aur pressure bahut zyada Hota Hai pet Mein Awaaz Theek rahata hun. Bahut Yaad Aati ha dopahar ke bad Raat Tak Mujhe Kya masla Hai zyada pet Mein Dard Hota Aur jab pressure a jata hai to control nahin kar doctor bolata hai aapka MaiDe ka masl hai Aur koi bolata hai? Aapka aanto Ka Masla ha Yah kya masla doctor thankx marham app