Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 33 years old, Sh?hd?dpur
Asllam u Alkum sir main jab b bathroom jata hon utny k baad Mere stamoch main marror aur dard hota hai phir Dil ka darkan teez hojata hai us waja say Mera mouth Wala bara saans bilkul band hojata hai jasy bas abi behoos ya marny Wala hon please is ka Hal baty 5 years say ya horaha hai tang ho Chuka hon sir main Dil waly Dr ko b dekya hai wo bol rahy han Dil sahi hai please sir is ka hall batho please ??
Aap ka masla bohat jald homeopathic medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online appointment book kar lein.
Check my profile review
163 Positive Reviews