Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 20 years old, Lahore
Assalam o Alaikum doctor sahib few days say mujhay erection theek nahi aa rha mairee neend nahi better , mairee hydration kii kumi hai maira weight 90 kilo hai height 5.4 ab mein nay 2 din say diet start kur Dii hai
Aap ka masla bohat jald aur thori si medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online mere appointment book kar lain
Patient
Post Owner
Doctor sahib yeah musla kiyoon hai mein na hee too adult movies etc deakhta hoon na hee mastribution kurta hoon phir kiyoon aisay hai
1 week ago
153 Positive Reviews