Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Male 19, karachi
salam mjhe ek saal se zyada hogeya hai meray sar kay middle se lekr nose kay middle tak pressure feel hota hai aisay headache type aur agar aankhein band kardo to sath aisay feel hota hai jaisay air mera ghom raha hai full chakar type aur position change kartay waqt bhi aisa feel hota hai aur mera stomach bhi kharab hota hai kabhi kindly suggest me a good doctor to whom i should consult aur kia se stomach ki wajha se hota hai ya aur kohi reason hai iska?
detail bat kr lain kuch hi dino me bahtari lgy gi inshallah pareshan na hon kindly book appointment with me
1,345 Positive Reviews