Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Male 23, Swat
Assalmo alikom ma pichhly 1 sal say bemar ho sar aur Demagh ki har taraf shadeed dard hota hai iski waja sa ma aksar behosh be hojata ho. ghusa ziada ata hai neend time pi nhi karobar ta khatam is doctor Aziz ur rahman sa elaj kia ye 2 qisam ki tablet use karta raha kafi had tak tek ta ma likin abi ghurbat ki waja sa ma ye tablet khared nhi sakta ha aur mujhe bohot takleef hai koye doctor rahnumaye farmaye koi madad kare to hamisha dua dongha ??