Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Father, Male, 57 years old, Peshawar
mairay abu koo ye masla hai kay jub woo din kay time work kertay hai tho bilkul normal hothay hai likan jab night ho jati hai tho uskay ears may awazay aana shoro hojati hai mukhtalif qisam kay awazay aur currently woo dubai may hai wrk kay silsalay may hai. so my question is usko kisay dikana chaheyay Neuro or ENT Specialist
Aap ka masla bohat jald aur thori si medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online mere appointment book kar lain
153 Positive Reviews