Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Male 20, Karachi
Asalam alikom mere ko 3.4 saal se zukam or Gali ka problem hai mene ent doctor s rabta kia to usni bataya ke apki Gali main tonsils hain or iska Hal operation hai or mere ko nazla zukam bhi hota hai kia tonsils ke waja se zukam hota hai or tonsils ko operation karwana kia sahih hai ke nahi
tonsil ka operation krwana sahi hai. par us se sirf galay ka masla hal hoga. nazla zukam k nahi. usk lie alag medcine leni paregi
ap ka nazla zukam medicine se complete theek ho jay ga or jldi gala kharab nai ho ga ap pareshan na hon detail bat kr lain kindly book appointment with me
Patient
Post Owner
Asalam alikom
mene ent doctor s rabta kia to usni bataya ke apki Gali main tonsils hain or iska Hal operation hai or mere ko nazla zukam bhi hota hai kia tonsils ke waja se zukam hota hai or tonsils ko operation karwana kia sahih hai ke nahi
1 year ago
zukam tonsils ki wajah se nai hota or tonsils bhi medicine se dissolve ho jaty hain
1 year ago
Bagher operwtion theek ho sakta hai .get ur appointment
agar ap ka gala bar bar khraab ho raha hay aur woh tonsils ki wajha say hay to ap kay tonsils k operate se sirf woh thk hoga . aur agar gala bar bar khrab nahi ho raha sirf nazla zukam teh raha hay to uski elhda se reason dekhni ho gi
Patient
Post Owner
Asalam alikom
mene ent doctor s rabta kia to usni bataya ke apki Gali main tonsils hain or iska Hal operation hai or mere ko nazla zukam bhi hota hai kia tonsils ke waja se zukam hota hai or tonsils ko operation karwana kia sahih hai ke madicen se bhi theek hosakta hai
1 year ago