Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Self, Male 32, Sialkot
pichle aik mahine sy muje kbi kbi late late zyada chalne sy ya wazan uthany sy sans phulta ha aur uski sath aur noss k upar wale hisse me dard hota aur nose k andar jalan aur kharish hoti ha aj to buht zyada jalan aur kharish ho rahi ha nose me
must examine ENT specilist
Aapko jo saans phoolna aur naak ke andar jalan aur kharish ho rahi hai, wo aksar allergy ki wajah se ho sakti hai. Exercise ya wazan uthate waqt saans phoolna bhi allergy ya mild asthma se barh sakta hai.
Filhaal ke liye aap halka rest lein, inhaler ya allergy spray agar available ho to use karein, aur naak ko saaf rakhein. Pani zyada piyein aur dust ya irritants se door rahen.
Agar naak ka masla ziada lag raha ho, to ENT doctor se check up karna behtar hoga. Agar saans phoolna zyada ho, bolne mein mushkil ho, ya chest me dard barh jaye, to foran hospital jaayein.
Agar ye symptoms pehli dafa hain ya baar baar ho rahe hain, to online appointment le kar mai aapki history aur symptoms dekh kar asal wajah samajh kar behtareen ilaaj bata sakta hoon.
Consult ENT specialist for better evaluation
Saath bukhaar hy? Ya pehlay dil ka ya lungs ka koi masla?
Patient
Post Owner
Nahi phle dil ya lungs ka koi masla nahi ab aik dr k pas gya tha wo khta apke nose me gadod hain
2 months ago
sahi hogya....aek baar medicine likh deta us sy theek hojaey ga inshallah....
2 months ago
16 Positive Reviews