Book Video Consultation
- Stay Home
- No Waiting in lines
- Audio/Video Call
- PMDC Verified Doctors
Khansi ka masla
- Asking for:
- Self
- Patient:
- Male, 26 years old
- Location:
- Gujranwala
Aslam u Alikum mujy lungs ka masla ha 2018 say pahly he mujy masla tha Khansi ka aur ya bas mujy Sardiyo ky mosam ma he hota ha phir 2018 ma TB nikal ai wo mukamal corce kiya 6 manth ka 2018 ma ios kay bad garmi ky mosam ma thek raha 2019 ma sardiyo ma phir wahi masla ios kay bad 2020 ki sardiya aa rahi ha lakin mujy phir masla start ho gya Khansi ka just sardiyo ma he mujy ya masla hota ha ma bohat prashan ho mukmal alaj agar pta chal Jay to bohat acha ho ga. Bohat Maharbani ho gi.
3 answers

ap k masly ka mukammal ilaj homeopathic mai majood hay ap marham k zariye rabta krai or mustaqil thek ho jai ga masla
Patient
6 years agoOK sir confirm sahi ho Jay ga
Homeopathic Dr. Muhammad Umar Farooq
Doctor6 years agog ho jai ga thek

please note key sirf ibtidai test ya ibtidai taur par beemaari ka naam msg par bataaya jaa sakta hai. Medical issues key liye mareez ko dekhna aur complete history hona zaroori hai. Sirf msgs par tafseeli maaloomaat, tafseeli mashwara ya nuskhaa aur dawa maangna aur dena khatarnaak hai. Mazeed yeh key mukhtalif doctors ki batai gai dawa ko mix karna bhi buhat khatarnaak hai. Iss sey overdose ya khatarnaak side effect hotay hain Online appointment key liye neechay diye gaye link par click karein https://www.marham.pk/doctors/lahore/internal-medicine/dr-ayesha-khalil
Patient
6 years agoThanks mam sahi draconian dany ky Liya.

your history suggest asthma I will need detailed history and examination asthma is not curable but indeed asthma is controllable illness with proper medication and preventing measures
Need a proper diagnosis?
Forum answers are general guidance and cannot replace an examination. For a diagnosis, book a consultation with a general physician — in person or by video.
More general physician questions
long term SSRI lenay ki waja se backpain rehta ha
Asking for: For selfPatient: Male, 35 years oldLocation: Sakran
Continuous Weight gain ki wja se tests krqaye thy....reports dekh k btayn
Asking for: For selfPatient: Female, 20 years oldLocation: Lahore
> Meri age 18 saal hai. Jab main bhagta hoon to mera sar chakrane lagta hai aur jism mein kamzori mehsus hoti hai. Saans phool jata hai. Aaram karne par theek ho jata hai
Asking for: For selfPatient: Male, 18 years oldLocation: Mastung
السلام علیکم ڈاکٹر صاحبہ، مجھے مہینے میں 2 بار مہینہ آتا ہے، اس لیے میں ہومیو پیتھک ڈاکٹر کی دی ہوئی دوا کھا رہی ہوں، میکٹم ٹی 36 بلیڈنگ ڈراپس۔ اور میرے ہاتھوں اور پاؤں پر فنگس بھی ہے، اس کی بھی دوا لے رہی ہوں۔ میں نے فیس بک پر Sukoon Nuglow والی گولی دیکھی ہے، جو بالوں، جلد اور ناخنوں کے لیے ہے۔
Asking for: For selfPatient: Female, 30 years oldLocation: Bahawalpur
