Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Female, 23 years old, Sahiwal
Mara weight km hai but Mari body phol Rahi hai jab Kay Khana km khati hu extra chizay fast food nai khati agar kabhi month ma khay to bohat km or ma ghar ma safai wagara Khana Kam bhi karti hu but bhi shoulder legs bazo phol rahy hai or belly bhir Nikal Rahi hai please Kuch btay ya kuo ho Raha hai mri age bhi 23 hai or ya 1 Saal say ho Raha hai please koi advice dy ya koi supplement dy
Proper history ki zaroorat hy uska bad sahi treatment ki traf Jay sakta han
Apka weight mein kio change aya hy
Regular exercise and walk is needed. Get done your CBC, TSH and Vitamin D. Take Tablet Iberit Folic once a day for 3months. Injection Indrop D 2lakh units every 15th day for 2months and then 1monthly for 3months. Tablet CaC 1000Plus once a day. Take homemade food.
Aap pareshan na hon. Clinical Psychology aur Homeopathy ke hawale se aap ki rehnumai ki ja sakti hai. Tafseel se baat karne aur munasib treatment ke liye kindly meri online appointment book kar lein
171 Positive Reviews