Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking for Self, Male, 36 years old, Karachi
almost 15year say start me peep nikli thi phr koi pain nai tha Lekin abi ek hafty say peep aarhi hai or sakht ho rha hai peep dabany pay nikl Rahi hai.
Yh Dana hai k cyst hai nahi pata is ka kia ilaj hay
Aap ka masla bohat jald aur thori si medicine se bilkul theek ho sakta hai, fikar na karein. Tafseel se baat kar lein, kindly online mere appointment book kar lain
Take Tablet Augmentin 625mg 3times aday for 7days.Tablet Brufen 400mg 3times a day for 5 to 7days. Fudic cream for local application.
Take tab Augmentin 625 mg 1 tab three times for 5 days
Isko dabaein jtna peep nikalti ha Nikal lein. Or daikhain K is me bal to nai ha andr peep wali Jaga pe. Peep nikalne sy Woh b a Jana bhr. Tablet augmentin 1000mg din e ek BR . Tablet brufen 400mg 1+0+1 5 din istemal krain. Agr fark nai ata phr bhe to qarebi hospital ja kr surgeon Ko dikhaein
147 Positive Reviews