Mujay 2 sal sa problem hai ka mujhay buray sochain ati hain asi sochain ka jin say mujhay bhot takleef hoti hai or kabi mai is soch sa to acha mai mar jaon or jo cheez dekhta hun ya sunta hun uska bura mtlb nikal kar us soch sa jor dayta hun kabi kabi lagta hai meray sath jin hain jo mujay asi asi sochain latay hain or mujay harwaqat woh buri soch ati rahti hai or main khud ko jitna b busy karlo phir b ati hai mujay lagta hain meri adat ban gai ya or yaih b lagta hai mujay nasha ho gia us soch ka or harwaqt apnay sa bat karta rehta hun is say meri zindagi mai bhot asar hua hai mai kisi sa bat nhi karsakta or jub mai kisi sa bat kar rha hun to woh soch a jati hai mai khamosh hojata hun or mera confidence b low ho gia hai or sir mai b dard rehta hai