Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Other, Male 2, karachi
Mera beta 2.5 months ka hai.jab 1st vaccine lagwai thi uss waqt se aik Dana ban gaya tha .ab us Dane ke upari hissa mein white color ban Raha hai.kia ye normal hai
1st vaccine kb lagwai thi?
normal
g aesa ho jata he agar fever ho raha he ya pain to ap panadol drop den
BCG tb ka vaccine hay. happens with it. will heal with a scar in few weeks
Ji haan yeh Normal haay.Is kamala haay vaccine Sahib agar kar rahi haay kuch Dino maay yeh khud hi burst hojayae ga.Isaay Alcohol swab saay saaf kar daay magar khud saay dabna nahi haay.Iss ka matlab haay jis bimari ki vaccine Di gaye haay uss kaay khilaf kuwatay madafat panda hogayi haay.
Ye BCG vaccine ka normal reaction hai, Ye aksar pehle chhota surkh dana banta hai, phir pus bhar jata hai, aur phir khud se theek ho jata hai. Aap isey na dabayein, na pop karein, bas saaf aur dry rakhein aur halka pani aur mild soap se dhone ke baad sukha lein. Koi cream ya ointment bina doctor ke mashwara ke na lagayein. Agar ye bohot bara ho raha hai, dard de raha hai, bukhar ke sath hai, ya redness aur pus zyada leak ho rahi hai, toh pediatrician se consult karna zaroori hoga taake kisi infection ko rule out kiya ja sake. Dr. Raza (MD, USA)
85 Positive Reviews