Book Video Consultation
Stay Home
No Waiting in lines
Audio/Video Call
PMC Verified Doctors
Asking For Other, Male 8, Sargoda
mera 8 mah ka beta hy wo 2din sy jb usy pa khana aye dard hota hy rota hy phr qabz ki sorat m pa khana atta h halka sa blood b aya aik 2 dafa issue ho skta qabz hy ya koi or issue.
g consultant with peads physician
stool dr aur culture karwaein. Qabz may aisa possible hojata hai. taham agr blood zyada araha hai toh fori muaeena karwayen. is baat Ka ehtiyat karein k bacha Matti naakhun na khaye. aur hydrated rahay Yani bachay ko Pani ki Kami na ho. Kele aur deegar soft fruits Ka istemaal rakhein diet may uski
private part k aas paas koi zakham tou nahi?
pakhana mein blood pahli bar aaya ha ya pahlay bhi kabhi aaya ha?
bachay ka khoraak kia ha?
bachay ko paani ziada pilaen
Patient
Post Owner
kafi dafa blood aya thora Thora diet sirf milk or kheer khata
3 years ago
21 Positive Reviews